Tuesday, March 18, 2014

Aurangzeb

Haathon mein mere jo rang hai
Yeh rang hai lahu ka jo dhulta nahi
Aankhon mein nami bhi kuch kam hai
Na hai khushi aur na hi gham hai

Ladte bikharte hoon pahauncha yahaan, Aurangzeb
Har dushman ko dhoondha khud ko khoya, Aurangzeb
Aurangzeb...
Mar maar ke hoon main jiya, Aurangzeb
Karna tha jo maine bas woh kiya...

Haathon mein mere jo rang hai
Yeh rang hai lahu ka jo dhulta nahi
Aankhon mein nami bhi kuch kam hai
Na hai khushi aur na hi gham hai

Ladte bikharte hoon pahauncha yahaan, Aurangzeb
Har dushman ko dhoondha khud ko khoya, Aurangzeb
Aurangzeb...
Mar maar ke hoon main jiya, Aurangzeb
Karna tha jo maine bas woh kiya...

Aurangzeb..
Mar maar ke hoon main jiya, Aurangzeb
Aurangzeb..
Karna tha jo maine bas woh kiya..

Hoon aaj main baadshah hoon
Lakhon dil hain darte
Par ek bhi na pyaar kare
Haan main khuda main
Har dua ke saath aaye
Main woh saza hoon..

Ladte bikharte hoon pahauncha yahan, Aurangzeb
Har dushman ko dhoondha khud ko khoya, Aurangzeb
Aurangzeb..
Mar maar ke hoon main jiya, Aurangzeb
Karna tha jo maine bas woh kiya..

Aurangzeb..
Mar maar ke hoon main jiya, Aurangzeb
Karna tha jo maine bas woh kiya

Aurangzeb..
Mar maar ke hoon main jiya, Aurangzeb
Karna tha jo maine bas woh kiya

No comments:

Post a Comment