Tuesday, March 18, 2014

Barbaadi

Jale dheere dheere se
Ik aag saanson mein
Jal jaane doon kya
Jal jaane doon kya

Yeh bebasi mujhko
Kitni saza degi
Mar jaane doon kya
Mar jaane doon kya

Dekho saare dhaage tute
In jaagi raaton mein..
Barbaadi.. Meethi si lage yeh aazadi..
Barbaadi.. Meethi si lage ye aazadi..
Barbadi.. Aasmaan mile to meethi si lage barbadi..

Kabhi kabhi jo tujhko chhu loon
Chubhti hai tu
Kabhi tu jo mujhko jee le
Neela neela sa kar de
Jaage honthon pe hain baatein pagal
Chup hai zindagi
Mujhe khone de, khone de, khone de, khone de
Main to quidi hoon
Dekho saare tute
In jaagi raaton mein
Barbaadi.. meethi si lage yeh azaadi
Barbadi.. meethi si lage yeh aazadi
Barbaadi.. aasmaan mile to meethi si lage barbadi...

Zara zara sa tujh mein jee ke
Marta hoon main
Teri shaakhon par hain
Mere sookhe sookhe se sapne

Tute hain aankhon se kaise rokein
Chhoone ko ye zameen
Unhein jaane do, jaane do, jaane do, jaane do
Khul ke behne do

Unhein le ke jaayein jhonke
Anjaani raahon mein
Barbaadi.. meethi si lage yeh aazadi
Barbaadi.. meethi si lage yeh aazaadi
Barbadi... aasmaan mile to meethi si lage barbadi..

No comments:

Post a Comment